1

Saturday, August 18, 2012

PATHAR KAA INSAN SAY RISHTA

PATHAR KI KAHANI INSAN SAY BHI PURANI HAI- INSAN KO SHORO HI SAY PATHARON SAY MOHABBAT RAHI HAI, INSAN NAY CHAMAKDAR PATHARON KO MUKHTALIF NAAM  DIYAY AUR EK KHAS MUQAAM DIYA, HEERAY MOTI AUR JAWAH RAAT SHORO HI SAY INSAAN KI KAMZORI RAHAY HAIN.
DUR-E-QDEEM HO YA DUR-E-JADEED HAR DUR MAIN PATHAR KI QADAR-O-QEEMAT MAIN IZAFA HUA HAI INSAN NAI PATHARON KO MEHAZ AQEEDAD AUR MOHABBAT TAK HI MEHDOOD NA RAKHA BALKAY ISAY DOOSRI ZAROORIAT MAIN BHI EK KHAAS MUQAM DIYA ISAY GHARON KI TAMEER, QILA JAAT, MASAJID, AUR DOSRAY MAABOODON KAY ILAWA TAREEKHI EMARAAT AUR MAQBARON KI TAMEERAAT MAIN ISAY IHAM KIRDAR DIYA HAI AUR PHIR MAAZI KAY QAREEB MAIN MUSALMAN BADSHAHON NAI HEERON KO TAAJ-E-SULTANI MAIN SHAMIL KAR KAY IN KI QADAR-O-QEEMAT MAIN MAZEED IZAFA KARDIYA-AAJ JAB INSAN NAI HAD DARJY TARQQI KAR LIE HAI PHIR BHI YAE INSAN PATHAR KI TARF JHUK JATA HAI AUR IS MIEN APNI QISMAT K HAWALY JANNE KUSHISH KARTA HAI
                                               
                                               
Your Choice is Great Honor for Us


                          YAQOOT RUBY





Ammir Mannan. Powered by Blogger.

Followers

About Us

Spice Mag - Premium free blogger template developed by spicytricks.com.

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Maecenas hendrerit iaculis nunc. Curabitur in eros ipsum. Pellentesque habitant morbi tristique senectus et netus et malesuada fames ac turpis egestas. Duis at mi justo, non suscipit elit. Nunc aliquam luctus adipiscing. Nullam sit amet lacus vitae odio congue mollis eu non magna. Duis sed arcu a libero adipiscing rhoncus. Aliquam erat volutpat. Suspendisse sed nunc metus, sed aliquet arcu.